हाल ही की टिप्पणियाँ tracemobile

उपयोगकर्ताओं द्वारा नवीनतम टिप्पणी

avatar

Kasim ali

28 Feb, 2014

Khuda ne mujhse kha dosti mat kar,, dosti,me begana ho jaye ga, maine khuda se kha mere dost se milker to dekh ,, too bhi uska deewana ho jayega,,,,,kasim ali


avatar

Khan hamid

28 Feb, 2014

Ishq Key Khayaal Bohat Hain.. Ishq Key Charche Bohat Hain.. Sochte Hain Hum Bhi Kar Le Ishq.. Par Sunte Hain Ishq Mein Kharche Bohat Hain..


avatar

Hamid.khan

28 Feb, 2014

Har taraf padhai ka saya hai Kitabo main sukh kisne paya hai Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai…


avatar

Arvind kumar

27 Feb, 2014

Aasu nahi hote bahane ke liye .Gam nahi hote pee jane ke liye .Kisi ko mat sochna dil se pane ke liye.Nahi to sari jindgi beet jaygi usko bhulane ke liye.


avatar

shreedevi

27 Feb, 2014

i like fm radio plz iam carzy about taking mujai thoda thoda hindi aata hi aapki fm sun kai mujai fm mai karnai ko bhut pasda hai magra maira puc huwa abe mai kya kru frind


avatar

santosh kumar

27 Feb, 2014

tum etne be bafai karoge ke ye humko malum na tha.ja be bafa ek yad ke sahare jindage gujar denge.


avatar

kishan boss panwari

27 Feb, 2014

hamne ek din gulab se pucha@ jab tumhe koi todta hai to tumhe dard nahi hota hai @ to gulab ne kaha - todne wale ki kushi dekhkar mai apna dard bhul jata hu @ * kishan boss *


avatar

Goyat

27 Feb, 2014

Pyar dil se kiya jata hai dimag se nhi ! Sumit


avatar

Parvez khan

27 Feb, 2014

Shayad hum hi me kuchh kami thi jo hum na tumhe paa sake . Tumne hume bhula diya par hum na tumhe bhula sake


avatar

richa sharma

26 Feb, 2014

ap jo songs play karte hai 10304 station pe please please kuch to latest songs play kiya kijeye. itne latest songs hai but ap hamesha hi vo old songs play karte hai. Atleast make some inspirations from delhi radio station


avatar

Shahbaz khan

26 Feb, 2014

Ek mera hi nazar ho tum par... Aur koinazar tera deedar na kare.... Ho meri mohabbat ki siddat itni gehri.... Ki tu bhool kar bhi kisi aur se pyaar na kare.... I love tausifa meri jaan i love you lottttttt jaan


avatar

SHRUTI SUNA

26 Feb, 2014

Dil ki gali se bach k gujar naa.Ye soch lena fir Pyar karna jindagi intiham Leti hai...


avatar

Abhijeet singh

26 Feb, 2014

Thanks for help me to find radio stations,,,


avatar

Vikash singh

25 Feb, 2014

Kas bil ke aawaj me itnaasar ho jay ham aapko yad kare or aapko khabr ho jay khuda se duwa hai meri aap jo bhi chaho o hakikat ho jay


avatar

sunil joshi

25 Feb, 2014

kyun teri itni yad stati he kisi ko bhi dekhun bs ak tu hinjar aati he har ada teri itni pyari si lge bs ak tu hi har vakt mere samne khdi njar aati ........ . . . . . . . . . . . . . . A day u will miss me nd come back in my life once again then u will never live me alone..


avatar

c m sharma

25 Feb, 2014

Jindgi hi kuchh esi mili k chain se jine k fursat na hui, jise chaha usko pa na sake aur jo mili usse muhabbat na hui...


avatar

Omkar

25 Feb, 2014

Age main kya karsakta hnu sir plzg? 05.10.1992


avatar

vijayalakshmi

25 Feb, 2014

please give the educational programmes you are gave in radio


avatar

shankar

25 Feb, 2014

Jo Bhi Mila Humse Khafa Mila Dekho Dosti Ka Kya Sila Mila, Umar Kat Rahi He Sirf Wafa Ki Talaash Me Par Har Shakhs Humein Be wafa Mila. DoSti Se Aaj Pyar Sharmaya, Teri DoSti Ne Hume Jina Sikhaya, Kya Mange Uparwale Se Hum, Wo"To Khud Aaj Mere Dar Par Teri DoSti Mangne Aaya. Saamne Manzil thi or Peeche uski Aawaaz . Ae Dost Rukta to Safar jaata Or Chalta to Bichhad jaata.. Log rup dekte hai hum dil dekte hai log sapna dekte hai hum hakikat dekte hai log duniya me dost dekte hai aur hum dosto me duniya dekte hai.


avatar

sunil

24 Feb, 2014

kya emi no. Bhi trace ho sakta hai Isse chori nuaa mobil mill sakta hai


सुझाव और टिप्पणियाँ


 

© 2008-2026 BharatiyaMobile.com - सर्वाधिकार सुरक्षित.