उपयोगकर्ताओं द्वारा नवीनतम टिप्पणी
31 Jul, 2014
Zindgi jkhmo se bhari h Markham lgana sekhlo bakt kya bharo sa kab kise mout aajaye fil hal mout se ladna sekh lo makhan singh rajput m.p jbp( katni)
31 Jul, 2014
Dear Sir, Please advice PIN code of Village- Dhansuli, Tahsil- Arang, Dist- Raipur
30 Jul, 2014
ऐसी बेरुखी भी देखी है हमने.....!!! के लोग, आप से तुम तक...... तुम से जान तक, फिर जान से..... अनजान तक हो जाते है.....!
29 Jul, 2014
zindagi jeene ka sahara hai mobile,milvata hai sanam se kabhi bhi dhadkan dhadkti hai dil maain aur ringtone dimag maain har waqt
29 Jul, 2014
Mohbbt se hme kya umid hoti h, mohbbt to beumid hoti h.. Chahte h hm jinhe jan se b jyada, bewfai unhi se to nsib hoti h..
28 Jul, 2014
Lovu u all radio stations .♡
27 Jul, 2014
Sir! mujhe tracing soft chahiye kaise milega
27 Jul, 2014
Mere hi kam ka hai na duniya ke kam ka mere hi kam ka hai na duniya ke kam ka are dil bhi tumhe diya khuda ne 10gm ka.
26 Jul, 2014
Santa Kari Chawal Kha Raha Tha Ek Makkhi Us Par Baithne Lagi.. Santa Use Udaate Hue Bola... . Chal Pagli, Ye Wo Nahi Hai Jo Tu Samajh Rahi Hai...!
26 Jul, 2014
Chandni raat thi, nadi ka kinara tha, asmaan me taro ka nazara tha, Bihari premi ne pyar se muskarate hue Biharan premika se kaha: Ae Susma, Bidi Piyegi ...
26 Jul, 2014
kanpur pin no std code
26 Jul, 2014
Mohabbat Ka Pata Bataya Nahi Jata Kisi Dost Ko Kabhi Bhulaya Nahi Jata Apko Rakha Hai “Dil” Main Us Jaga Par Jaha Har Kisi Ko Sajaya Nahi Jata…
26 Jul, 2014
batao e code kahan ka hai +92
26 Jul, 2014
aadmi kitna bhi mahan kyo na ho jaye lekin uski inshaniyt khatm nahi hona chahiye.
25 Jul, 2014
pyar sachha ho to waqt ruk jata hao, ashma lakh uncha ho magar jik kata jai , pyar me duniya lakh bane rukawat agar yar sachha ho to khida nhi juk jata hai ....., djarmendra saju
25 Jul, 2014
Ek ladka ladki facebook pe mile kahi kisi post pe. Pehle like, fir comment fir chat post pe baat. Kabhi hasi kabhi mazak kabhi khatti meethi fariyad fir add as friend aur confirm friend wo notification accept ka wo anjaani si khushi fir msg me baat jaan pehchaan aur subah shaam yaad. Wo subah good morning kehna aur raato ko jag jag k good night kehna wo din me 10 baar uske msg ka wait karna aur msg padh k akele akele hasna kahani fir kuch aage badhi dono me fir pyaar badha pyaar me izhaar hua izhar ka iqraar hua sab kuch achha chal rha tha dono khush the. Ladki k kai aur frnd the. Kisi ne ladki ko kaha k wo ladka bura hai ladki ko trust nahi hua aur fir bhi ladke se pyar karne lagi par us din k baad ladki k man me shak janam le chuka tha aur shak ne uske pyar ko dhire dhire khaana shuru kar diya wo ladke k 1 min late repl y ko bhibewafai kehne lagi usne ye bhi na socha k ladka job karta hai. Fir bhi ladka pehle jaisa tha us se jyada baat karne laga dhire dhire ladki ko kisi aur se pyar ho gaya usne ladke ko block kar diya ladke ka dil tut gaya ek pyaar ka ghar tut gaya ladka haar chuka tha usne facebbok use karna band kar diya wo ladki aaj bhi khush nahi hai kisi k sath aur us ladke ko dhundhti bhi hai yaad kar k par ladka chale gaya tha wo ladka bhi khush hai apne aap me kuch kahaniya aisi bhi hoti hai.. moral - zindagi me kisi ko khone kbaad hi uski keemat ka ehsaas hota hai.. 3 nd dis iz tottly real fct.. . .
25 Jul, 2014
Tere bina duniya suni si lagti hai, Bin tere Zindgi adhuri si lagti hai, Pata Nahi kyo chahte he Hum tumhe itna ki, Tuj-Bin jina bhi majburi lagti hai. Love You M..................a
24 Jul, 2014
Hum jeet naa sake wo aisi shart lagane lage, Hmari aankho ko apni aankho se milane lage Jeet jate hum pr humne apni palkein jhuka li Kyun ki unki palkon se aansu jo aane lage..
24 Jul, 2014
MAI CRICKETER BANANA CHAHATA HU AUR PADHAI MERI SAMASYA HAI YE MUJHSE HOTA NHI ISKA KOI OOPAI BATAIE?????
23 Jul, 2014
Sharing the city along with the state name will not hit the privacy of the mobile user....