उपयोगकर्ताओं द्वारा नवीनतम टिप्पणी
22 Jul, 2014
Some one call me and Asking for ATM number and the password if you will not provide your card will block today itself. to keep activated given you password..OR CV no behind the card.
22 Jul, 2014
YE BSNL KE COSTUMER CARE ME CALL KYO NAHI LAGTA YAAR,, KISI KE PASS KOI SOLUTION HAI BHAI LOG
22 Jul, 2014
The Blossoming "ROSES", The Rising "SUN", The Sizzling "BIRDS", The Morning "MIST", "RAIN", & "ME" Wish You A Very "HAPPY BIRTHDAY".
22 Jul, 2014
meri Facebook password yaad nahi hai plz bata dijiye
21 Jul, 2014
Q zindagi ki rah me majboor ho gaye itne huwe kareeb . Ki hum door ho gaye......
21 Jul, 2014
Mere bare men itna na sochna. "DIL men aata hun SAMAJH men nahin" NITESH GURJAR
21 Jul, 2014
Tu meri duvaon me shamil hai is tarah Phoolon me hoti hai khushboo jis tarah Allah teri jindagi me itni khushiyan de Zameen par hoti hai barish jis tarah 1432544 NAZAM
20 Jul, 2014
Jhooti Tasaliyon Ki Zaroorat Nahi Mujhe.Keh Do K Mere Liye Fursat Nahi Tujhe.Ye Bhi Nahi K Main Tumhein Ilzaam De Sakoon.Ye Bhi Nahi K Tum Se Shikayat Nahi Mujhe.Main Bhi Tumhari Yaad Ko Dil Se Bhula To DoonPar Kya Karoon K Be-Wafai Ki Aadat Nahi Mujhe..
20 Jul, 2014
Meri age 37 ho gayee hai shaadi ka abhi tak kuchh nahi ho raha kab tak hogi
20 Jul, 2014
◻◼◻◼◻◼◻◼ Maut k baad bhi Sawab kamane k 7 aasan tariqe ⛔⛔⛔⛔⛔⛔⛔⛔ .🔜 (1)= Kisi ko ek Quran Pak le k do wo jab b padhega aap ko Sawab milega 🔜(2)= Ek wheelchair kisi Hospital ko le do jab b koi mareez istemal kaega aap ko sawab 🔜(3)= Masjid ki tameer mei hissa lo hamesha ka sawab 🔜 (4)= Kisi public jagah water cooler laga do har lamha sawab 🔜(5)= Ek darakht laga do us k saye me koi Insan ya Janwar baithe ga ya khaye ga to aap ko sawab 🔜(6)= Apni aulad ko Hafiz.e.Quran bana do jab wo padega aap ko sawab 🔜( 7)= Sab se aasan ye hai k ye baat dusro ko batao kisi ek ne bhi aamal kiya to aap ko sawab. "JAZAK ALLAH KHAIR". सबसे पहले सेंड करदो , क्यूंकि जबतक कोई यह MSG पढ़ता रहेगा , जन्नत में आप के नाम का पेड़ लगता रहेगा , Dont stop...
20 Jul, 2014
E khuda, Tunegul ko gultion me jagah di,pani ko dariya me mjagah di, Tu usko jannat me jagah dena, Jisne muje "9"mahine apne pet me jagah di meri "maa" Jeet
20 Jul, 2014
I am a professor kanchi university. I enjoy tpt fm always. especially mornings Prabhata rekhalu where you are giving us telugu maha sabhalu program which is highlight
20 Jul, 2014
Shuru kiya maine as a music director Aaj mere yaar dost bade-bade actor Waise Bollywood mein aati roz picturein Par superhit picturon ka Yo Yo X-Factor Ye main nahi kehta woh khud yehi maante Koyle ki khaan mein heere ko pehchaante Middle class boy aaj superstar hai Chartered mein ghoome aur chaar badi car hai
19 Jul, 2014
Zameen Par Paon Hain, Phir Bhi Aasman Choone Ko Ji Chahta Hai, Hazaron Taron Ke Beech Mein, Ek Chand Pane Ko Ji Chahta Hai, Har Pal Badalta Rehta Hai Iska Faisla, Na Jane Kya Ye Dil Chahta Hai, Tumhe Pasand Hai Meri Ruswai, Phir Bhi Tujhe Hasane Ko Ji Chahta Hai, Tum Na Samjhoge Mere […]
19 Jul, 2014
Mere pas ek call aayi ki aap ko marksheet par loan mil shakta hai aur jishne mujh se 15000 rs jma kra liye aur return nahi kar raha please help me
19 Jul, 2014
har kamyabi ke pichhe ak bada balidan hota hai
19 Jul, 2014
शरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल मेँ है, देखना है जोर कितना बाजुए कातिल मेँ है ।
18 Jul, 2014
Sir mera naam Alok Meher hai..main ek ladki se pyar karta hun..uska nam Alisha Dash hai.kya wo v mujhe pyar karti hai?plz ignore mat kijie plz bataie sir.plz plz plz
18 Jul, 2014
ap khud nhi janti aap kitni pyari ho Jaan to hamari par jaan se pyaari ho Duriyon k hone se koi fark nhi padta
18 Jul, 2014
A strong man can handle a strong woman. A weak man will say she has attitude :P