उपयोगकर्ताओं द्वारा नवीनतम टिप्पणी
16 Apr, 2014
give the mobile location at least districtwise
16 Apr, 2014
Shaam se aankh mein nami si hai Aaj phir aap ki kami si hai Shaam se ………….. Dafn kardo humme ke saans mile nafz kuch der se thami si hai Aaj phir aap ki kami si hai Waqt rehta nahin kahin tik kar Iss ki aadat bhi aadmi si hai Aaj phir aap ki kami si hai Koi rishta nahin raha phir bhi Ek taasveer lazmi si hai Shaam se aankh mein nami si hai Aaj phir aap ki kami si hai
16 Apr, 2014
आपसे दोस्ती हम यूं ही नही कर बैठे, क्या करे हमारी पसंद ही कुछ "ख़ास" है. . चिरागों से अगर अँधेरा दूर होता, तोह चाँद की चाहत किसे होती. कट सकती अगर अकेले जिन्दगी, तो दोस्ती नाम की चीज़ ही न होती. कभी किसी से जीकर ऐ जुदाई मत करना, इस दोस्त से कभी रुसवाई मत करना, जब दिल उब जाए हमसे तोह बता देना, न बताकर बेवफाई मत करना. बहुत दिन हुए वो तूफ़ान नही आया, उस हसीं दोस्त का कोई पैगाम नही आया, सोचा में ही कलाम लिख देता हूँ, उसे अपना हाल- ए- दिल तमाम लिख देता हूँ, ज़माना हुआ मुस्कुराए हुए, आपका हाल सुने... अपना हाल सुनाए हुए, आज आपकी याद आई तो सोचा आवाज़ दे दूं, अपने दोस्त की सलामती की कुछ ख़बर तो ले लूं खुशी भी दोस्तो से है, गम भी दोस्तो से है, तकरार भी दोस्तो से है, प्यार भी दोस्तो से है, रुठना भी दोस्तो से है, मनाना भी दोस्तो से है, बात भी दोस्तो से है, मिसाल भी दोस्तो से है, नशा भी दोस्तो से है, शाम भी दोस्तो से है, जिन्दगी की शुरुआत भी दोस्तो से है, जिन्दगी मे मुलाकात भी दोस्तो से है, मौहब्बत भी दोस्तो से है, इनायत भी दोस्तो से है, काम भी दोस्तो से है, नाम भी दोस्तो से है, ख्याल भी दोस्तो से है, अरमान भी दोस्तो से है, ख्वाब भी दोस्तो से है, माहौल भी दोस्तो से है, यादे भी दोस्तो से है, मुलाकाते भी दोस्तो से है,
15 Apr, 2014
Ek din hum aapse itne dur ho jayenge, Ke aasmaan ke in taaro mein kahi kho jayenge, Aaj meri parwaah nahi aapko, Par dekhna ek din hadh se zyaada hum yaad aayenge… J.D
15 Apr, 2014
where r u mom iam ayaan
15 Apr, 2014
The Blossoming "ROSES", The Rising "SUN", The Sizzling "BIRDS", The Morning "MIST", "RAIN", & "ME" Wish You A Very "HAPPY BIRTHDAY".
15 Apr, 2014
ek girl se 3 years se bht love karta hoon but aaj tak use bta nhi payaa hoon so tell me now wat i do.
15 Apr, 2014
Tumhari pyar ka sila har hal me denge khuda bhi mange dil to use bhi tal denge agar dil bhi kahe ki tum bewafa ho to mere sathi dil ko seene se nikal denge
15 Apr, 2014
tum sa koi ho is zameen par tho kudha se faryaad hogi ... tumhe chahata koi our hoga tho tho kiyamat se pahele kiyamat hogi
14 Apr, 2014
shivani jha bhi call me now I very miss you
14 Apr, 2014
Dil krta h zindgi tujhe de du, zindgi ki saari khushiya tujhe de du, De de agar tu bharosa apne sath ka, To yakin maan ye saans bhi sudha tujhe de du
14 Apr, 2014
Na jane saloon baad kaisa sama hoga, Hum sab doston mei se kaun kaha hoga, Phir agar milna hoga to milenge khwabo mei, Jaise sukhe gulab milte hai kitabo mei Tere mere rishte ko kya naam du, Yeh naam du ya woh naam du, Is duniya ki bhid mei naam ho jate hai badnaam, Kyun na apne rishte ko benaam hi rehne du Aaj har ek pal khoobsurath hai, Dil mei sirf teri surath hai, Kuch bhi kahe yeh duniya gum nahi, Duniya se zyada humko teri dosti ki zarurath hai… Kuch woh bhi mujrim the, Kuch hamari bhi khata thi, Jo na ho saki poori kaisi woh dua thi, Maine samjha ke mujhmein wafa nahi, Fir pata chala ke wahi bewafa thi! Kitni Mayoos Si Sada Hoti He..! Palat Ke Dekho To Hawa Hoti He...! Wo Mujhe Zindagi Ki Tarha Lagte he Magar Zindagi Bhi To Bewafa Hoti He..!! pyar aur mout se bhala darta hai kon, pyar ho jata hai ise karta hai kon, hum to wo hai jo pyar me jaan bhi kar de kurban, magar pata to chale hamse pyar karta hai kon. Ladke ne marne ke 3 minute pehle 2 msg kiye.. . . 1 GF. Ko and 1 dost ko.. Mein ja raha hu reply fast.. . . 1st reply GF ka aaya:"tum kahan ja rahe ho, i m busy baad me milenge.. . . Ye sunkar use bahut dukh hua.. . . 2nd msg dost ka aaya:" abe kaminey akele kaha ja raha hai ruk mein bhi aata hu.. . . Ye padkar wo ladka muskuraya aur bola . . . aaj phir pyar dosti se haar gaya. Karoge yaad ek din dosti k zamane ko, hum chale jaynge ek din wapis na ane ko, zikr jab ched dega koi mehfil me humara, chale jaoge tanhai me aansoo bahane ko… ..................... Chand bhi chhip jata hai us ke muskurane se Din bhi dhal jata hai us ke udas ho jane se kyun wo nahi samajh paate hain haal-e-Dil mera ke jeena chhod dete hai us ke rooth jane se…. ............... Jab Hum Chote The Toh Sone Ke Liye Rone Ka Natak Karte The, “Par Aaj” Hum Jab Bade Ho Gaye Hain Toh Rone Ke Liye Sone Ka Natak Karte Hain….. ;'''' TV Anchor interviewing a Farmer: Q: Aap Bakre ko kya khilate ho? Farmer : Kaale ko ya Safaid ko? Anchor: Safaid ko... Farmer : Ghaas... Anchor: Aur Kaale ko? Farmer : Use bhi Ghaas hi khilata hu..... Anchor: Inhe baandhte kidher ho? Farmer : Kise Kaale ko ya Safaid ko? Anchor: Safaid ko..... Farmer : Bahar ke kamre mein Anchor: Aur Kale ko? Farmer : Use bhi bahar ke kamre mein...... Anchor: Aur nehlate kaise ho? Farmer : Kise Kale ko ya Safaid ko? Anchor: Kaale ko...... Farmer : Pani se Anchor: Aur Safaid ko? Farmer : Use bhi pani se. Anchor Ghusse se: Kamine, jab dono ke saath sub-kuchh ek jaisa karta hai toh mujhse baar baar kyu puchhta hai, "Kaala ya Safaid?" Farmer : Kyu ke Safaid bakra mera hai....... Anchor: Aur kala?: Farmer : Woh bhi mera hi hai. Zindagi me agar bura waqt na aata to, Apno mein chupe huye ger aur, Gero mein chupe huye apne, Humein kabhi najar nahi aate Must read... Very funny... 1 ladki ki 4 behen thi.. Ek ka naam tha tooteli , Dusri ka naam tha fateli , Teesri ka naam tha sadeli , Chauthi ka naam tha mareli.. Ek din unke ghar par guests aaye.. Ladki ne,poochha ,: aap upar chair par baithenge ya neeche chataayi par..? Guests: Chair par Mummy: Tooteli chair lekar aao. Guests: Nahi nahi theek hai.. Hum chataayi par hi baith jaayenge.. Mummy: Fateli chataayi lekar aao. Guests: Hum zameen par baith jaayenge. (guests zameen par baith gaye..) Ladki: Aap chaaye peeyenge ya dudh ? Guest: Chaaye Mummy: Sadeli chaaye lekar aao. Guests: Nahi , nahi , hum dudh hi pee lenge. Mummy: Mareli gaay ka dudh leke aao. (guests confuse ho gaye.) Aur ghar ke baahar bhaag gaye, Ek ladka or ek ladki dono dost the..;- > ladki hamesa ladke ko phone or sms karti thi;-> wo ladki us ladke ko apna best frnd manti thi;-> par wo ladka us ladki ko sirf apna frnd manta tha;- > ladki hamesa ladke ho phone or sms karti thi;-> par ladka kabhi bhi hi ladki ka phone or sms recieve karta tha;-> ek raat us ladki ne ladke ko phone kiya, lekin ladke ne recieve nhi kiya ;-> fir ladki ne sms bhi kiya lekin ladke ne bina sms dekhe hi jakar so gya;-> dusre din us ladke ne ladki ko phone kiya ;-> phone ladki ki maa ne uthaya or kaha kal rat uska accident ho gya or uski mout ho gai;- > tab ladke ne uska kal ka bheja hua sms dekha;-> usme likha tha;-> hi dost mera tumhare ghar ke pas accident ho gya h;-> plz help me;-> i need u yar...;-> sms pad kar ladka bahut roya;-> kyoki uski galti se uski dost ki jaan chali gai..;-> yaad rakhna dosto kisi ka phone ya sms aaye to;- > hame usi waqt recieve karna chahiye;-> kyokiaapki zindagi ke do pal kisi ki zindagi bacha sakte h..
14 Apr, 2014
Khabi grami khabhi sardi ye kudrat ke najare hai pyase vo rahte hai jo dariya ke kinare hai
14 Apr, 2014
sir i wanna do internship in radio stations in lucknow .how can i apply for that....
14 Apr, 2014
Why can we not listen to FM Stations in Murshidabad , WB? Please answer.
14 Apr, 2014
i love u poonam poonam i misss u poonam my world my life only for u.. i love u so much ..my baby uummhhhhaaaa
14 Apr, 2014
Ek Jahan Manga Tha Jisme Bhut Sara Pyar Mile, Magar Dediya Mekhana Jahan Bhut Saari Saraab Thi, Ek Kandha Manga Tha Jiska Mujhe Sahara mile, Magar De Di Aesi Zindagi Jahan Duniya Bhar ki Tanhai Thi,
13 Apr, 2014
Pathar ki h duniya jajbat nhisamajhti dil me kya h wo bat nhi samajhti are tanha to chand v h sitaro ke bich pr chand ka dard wo raat nhi samajhti
13 Apr, 2014
Wo apne mehndi wale hath mujhe dikha kar royi,ab mai hu kisi aur ki ye mujhe bta kar royi,pehle kahti thi ji nahi sakti tere bin,aaj fir wahi baat dohra kar royi,kaise kar lu uski mohabbat par sakk yaaron,wo bhari mehfil me mujhe gale laga kar royi....lv u
13 Apr, 2014
I love you Deep where r u my jaanu