उपयोगकर्ताओं द्वारा नवीनतम टिप्पणी
11 May, 2014
(1) Tum laakh chhupao seene mein jajbaat hamari chahat ka , Dil jab bhi tumhara dhadka hai , Aawaaz yahaan tak aayi hai !!!!!! (2) Koi deewana samajhta hai to koi paagal samajhta hai , Magar dharati ki bechaini to bas baadal samajhta hai , Main tujhse door hu kaise , Tu mujhse door hai kaise ye tera dil samajhta hai , Ya mera dil samajhta hai ....!!!!!!!!
11 May, 2014
Yeh kaisa chahto ka silsila hai na koi sikayat usse na koi gila hai jindgi kis mod par le aaye hai hame na usd pane ki himmat na khone ka hausla hai
11 May, 2014
yr. me tho abhi bhopal me hu. or yeh meri location maharastra bata rha h.
11 May, 2014
Mujhe to kher himmat he dard sahne ki..tum itna dukh deti ho thak to nahi jati..
11 May, 2014
Aaj socha jwab kya bheju. Aap jeise khas logo ko khitab kya bheju. Koi phool hoto muje malum nahi par jo khud ek Gul Dasts ho use Gulab kya bheju...♡
11 May, 2014
Aaj socha jwab kya bheju. Aap jeise khas logo ko khitab kya bheju. Koi phool hoto muje malum nahi par jo khud ek Gul Dasts ho use Gulab kya bheju...♡
09 May, 2014
zip code of jammu
08 May, 2014
wo kon si chiz hai jo freeze me bhi garam rahti hai
08 May, 2014
Dil-e-ehsas jgaya aapne..... Dil-e-gum bhi bhulaya aapne.... yu to tanha jeene ki aadat thi hame..... par pyar me jeena sikhaya aapne....!!!!!!!!!! love u alot ....!!!!
07 May, 2014
Ankhiyan ditiyan rab ne takne nu takna km koi burai da nai, Jeda tke nzar pyar di usnu takno htai da nai.......
07 May, 2014
Wo laut aayi meri zindgi me, apne matlab ke liye,,, Or m ye sochta rha ki meri duaao ka asar tha.....!!!!!!
07 May, 2014
Mohabbat ne aaj hamko rula diya,Jis par marte rahe usi ne bhula diya..hum to unki yaad me aasu pite gaye..unhone ek din aansuo me bhi zeher mila diya…
07 May, 2014
Hi sir my mobile missing sir at doolapally R R Dist 500045 ple help me sir.
06 May, 2014
हम न आते तो दुनियाँ मे अँधेरा होता । रात वो होती जिसका न कोई सबेरा होता ॥
06 May, 2014
surkh ankhoon se jab wo dekhte hain hum ghabra kar aankhein jhuka late hain kaun milaye un aankhoon se aankhein suna hai wo aankhoon se apna bana late hain
06 May, 2014
whether assam is not part of north-east ???
05 May, 2014
UNKI CHAHAT ME DIL MAJBUR HO GAYA,BEWAFAI KARNA UNKA DASTUR HO GAYA KASUR UNKA NAHI MERA THA HUMNE CHAHA HI ITNA KI UNKO SHAYAD GURUR HO GAYA
05 May, 2014
Tum kho to sari kaynaat ki khusiya tumhari taraf mod du tum kho to chand tare tod du. are meri jaan bas bhi karo kho to do char juoth aur bhi bool du
05 May, 2014
Dil se likhi bat dil ko chho jati hai ye awser ankehi bat kah ati hai kochh log dosti ke mayane badal dete hai and kochh logo ki dosti se duniya badal jati hai
01 May, 2014
22 Saal ki ek ladki ne ek chote se bache ke gaal par kiss kiya!!! Girl: Oh solly tumhare gal par libstick dag lag gaya, Bacha: Kuch achcha karne se agar dag lagte hai toh dag accche hai!!!