Latest Comments by users
12 Mar, 2014
Hi mamta u r means of my life jaha v rho uprwale se meri hardam pray rhega meri jan ko surachit rakhna hum rahe ya na use bcha kr rakhna bye sapna 143 jindagi vr
12 Mar, 2014
Dil ek mandir hai Aag Uski Murat Ho ! Khuda Ki Kasam Aap Badi Khubsurat ho !!
12 Mar, 2014
Sawal kuch bhi ho jwab tm hi ho !! Rasta koi bhi ho manjil tm hi ho !! Dukh kitna hi ho khusi tm hi ho !! Aarman kitne bhi ho aarzuu tm hi ho !! Gussa kitna bhi ho pyar tm hi ho !! Kwaab koi bhi ho usme tm hi ho !! Kyuki tm hi ho ab tm hi ho aasiqee meri tm hi ho !!;););)
12 Mar, 2014
indu darling tumahari bahut yaad aati hai
11 Mar, 2014
Silent words. . "sometimes u miss only one person... but,it feels like the whole world is empty..."gn.
11 Mar, 2014
I want to wish my gf on her birthday through u...please help me before 13 th of march
11 Mar, 2014
I LOST MY MOBILE IN KAKINADA EAST GODAVARI DISTRICT A.P. SAMSUNG GALAXY ANDROID S5302
11 Mar, 2014
Two advices:----> Never laugh at your wife?s choices Because you are one of them!!! Never be proud of your choices Because your wife is one of them!!!
11 Mar, 2014
Koi Aankho-Aankho Se Baat Kar Leta Hai.., Koi Aankho-Aankho Mein Mulakaat Kar Leta Hai, Bada Mushqil Hota Hai Jawaab Dena.... Jab Koi Khaamosh Rehkar bhi Sawaal Kar Leta Hai…KP
11 Mar, 2014
Apano ne jahar jaam de diya gairo ne bewafa naam de diya wo jo kahte the bhul na jana hume unone hi bhari mahafil me anjan kah diya
10 Mar, 2014
Teri bewfai me beqarar hi na karun Tu hukm de to tera intezar hi na karun Tu bewfa hy to kuch is kadar bewfai kr k tere baad main kisi aur se pyar hi na karoon
10 Mar, 2014
Tanhai me fariyad to kar sakte hain, virane ko abad to ker saktehain, kya hua ki is samay aap se mil nahi sakte, lekin aap ko yaad to ker sakte hain
09 Mar, 2014
Zindagi me kabhi dosti mat karna ho jaye to inkar mat karna nibha sako to chalna uski raho par warna kisi ki zindagi barbad mat karna.
09 Mar, 2014
tum mujhe bhut acchi lagti ho pls meri life mai fhir se aa jao na plz nishi ......plzzzzzzz
09 Mar, 2014
mai kaha se laun bata bikta kaha hai wo naseeb jo umar bhar k liye tujhe mera karde
08 Mar, 2014
chahat to har kisi ki puri nahi hoti gamo ke bina zindgi ashan nahi hoti
08 Mar, 2014
I love all friends.. Thanx a lot for help me.. Aaj mujhe pata chala sb kuch possible he .. Bas chalna start to karo... .....sahil....
08 Mar, 2014
mangil hai uski jiska rasta hai paas , pata hai wahi jo karta hai prayas. Thanks
07 Mar, 2014
Kyu Yaad Aa Rahe Ho itna Aaj, .....Kya Aaj Tumne Hame Yaad Kiya Hai, Dil Mei Dafna Diya Tumne Mujhe, .....Kya Aaj Fir Tumne Mera Naam Liya Hai,,, Kyu Tadpa Rahe Ho Meri Yaado Mei Aakar, .....Kya Aaj Mera khat Tumne Pada Hai, Ro Bhi Nahi Paa Raha Hun Main Sanam, .....Kya Aaaj Fir Tu Mere Intezaar Mei Kahdi Hai.
07 Mar, 2014
Hasrat Bhari Nigahon ko Aaraam Tak nahi, Wo yun Badal Gaya k Ab Salam Tak nahi, Jis ki Talab Mein zindagi Apni Guzaar di, Us Be-wafa k Lab Pe Mera Naam Tak nahi, Jo Keh Gae They Shaam ko Baithenge Aaj Phir, Kuch Saal Ho Gaye koi Paighaam Tak nahi, Dafan hoon Tere Hijar ki ik Aesi Qabar Mein, Kutbey Pe Jis k Aaj Koi Naam Tak nahi, Be-ikhtiyaar Uthtey Hain Mere Qadam idher Udher Haalan k Us Gali Mein Mujhe kaam Tak nahi..