Latest Comments by users
07 Mar, 2014
kuchh pl jilo shayd ham fir na mile yad kar lo shayd fir waqt na mile chale jayenge zindgi se itni dur ki haqikat to kya shayd fir sapne me b na mile
07 Mar, 2014
Marane ke bad yad aa raha hai koi .mitti mere kabar .se utha raha hai koi ya khuda mujhe do pal ke liye jindagi de de mere kabar se udash ja raha hai koi
07 Mar, 2014
HAR SIKAYAT LABON PAR AAKE KHAMOSH HO JATI HAI !!!! JAB WO MAASOOMIYAT SE KAHATEN HAI !!! MAINE KIYA HI KYA HAI
07 Mar, 2014
what is zip code in vijayawada
06 Mar, 2014
Dil Ka Dard Palko Ke Kinaro Me Qaid He, Ehsas Unka Hawa Ke Isharo Me Qaid He, Unko Bhulaye Bhi To Kese, Jinko Pane Ki Aarzu Tute Sitaro Me Qaid Hai.
06 Mar, 2014
urte huwe parindo ko koi kaid nahi kar sakta . jo apne hote hain wapas loot aate hain. love 4ever .ok take care
05 Mar, 2014
am shajeev i wish to work in radio mirchi.its my ambition too.i completed my B.E in mechanical engineering. searching for radio mirchy jobs.
05 Mar, 2014
Hamesha khus raho pyare dosto
01 Mar, 2014
Mai apne sehar ke pin code kaise khoju pls help
01 Mar, 2014
Teri Muskuraht meri pehchaan hai, Teri Khushi meri jaan hai, Kuch bhi nahi meri zindgi….. Bas itna samajh le ki tera Dost hona meri shaan hai!
28 Feb, 2014
Khuda ne mujhse kha dosti mat kar,, dosti,me begana ho jaye ga, maine khuda se kha mere dost se milker to dekh ,, too bhi uska deewana ho jayega,,,,,kasim ali
28 Feb, 2014
Ishq Key Khayaal Bohat Hain.. Ishq Key Charche Bohat Hain.. Sochte Hain Hum Bhi Kar Le Ishq.. Par Sunte Hain Ishq Mein Kharche Bohat Hain..
28 Feb, 2014
Har taraf padhai ka saya hai Kitabo main sukh kisne paya hai Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai…
27 Feb, 2014
Aasu nahi hote bahane ke liye .Gam nahi hote pee jane ke liye .Kisi ko mat sochna dil se pane ke liye.Nahi to sari jindgi beet jaygi usko bhulane ke liye.
27 Feb, 2014
i like fm radio plz iam carzy about taking mujai thoda thoda hindi aata hi aapki fm sun kai mujai fm mai karnai ko bhut pasda hai magra maira puc huwa abe mai kya kru frind
27 Feb, 2014
tum etne be bafai karoge ke ye humko malum na tha.ja be bafa ek yad ke sahare jindage gujar denge.
27 Feb, 2014
hamne ek din gulab se pucha@ jab tumhe koi todta hai to tumhe dard nahi hota hai @ to gulab ne kaha - todne wale ki kushi dekhkar mai apna dard bhul jata hu @ * kishan boss *
27 Feb, 2014
Pyar dil se kiya jata hai dimag se nhi ! Sumit
27 Feb, 2014
Shayad hum hi me kuchh kami thi jo hum na tumhe paa sake . Tumne hume bhula diya par hum na tumhe bhula sake
26 Feb, 2014
ap jo songs play karte hai 10304 station pe please please kuch to latest songs play kiya kijeye. itne latest songs hai but ap hamesha hi vo old songs play karte hai. Atleast make some inspirations from delhi radio station